Friday, 22 November 2013

Ahle Sunnat Wl Jmaat Ka Akida

Aqeeda 1.Rasoolallah(s allalaho
alaihiwasallam) Noor hai, Noorul bashar hai.
Quran Sharif: Beshak tumahare paas Allah ki
taraf se ek Noor aaya Aur roshan kitab. (Surah
Maida verse 15)
Is Ayat me “Noor” se muraad Huzoor
(Sallalahoalaih iwasallam) ki Zaat-e-paak hai.
[Tafseer ibn Abbas Pg.72 - Published Egypt]
Hadees sharif :
Hazrate Jabir RadiAllaho ta’ala ne Huzoor
(alaihisallaam) se jab poocha ke Allah Ta’ala
ne sabse pehle kis cheez ko paida farmaya
Ispar Rasoolallah (Sallalaho alaihiwasallam) ­
neIrshad farmaya “Ae jabir! Beshak Allah
ta’ala ne Sabse pehle Apne noor se Tere nabi
ke Noorko paida farmaya”
[Mawahibul Laduniyah Shareef Pg.9 Vol.1 -
Zurqaani Shareef Pg.46 Vol.1 – Seerat-e-
Halbia Pg.37 Vol.1 - Sharah Dalailul Kheyraat
Pg.210 – Hujatul’laahial al Alameen Pg.28 -
Anwaarul Muhammadiya Pg.9 - Fatawa
Hadeethia Pg.51]
Hazrat Ali (RadiAllaho ta’ala anho) farmate
hain “jab Huzoor (sallalahoalaih iwasallam)
kuch Irshaadfarmate the to unke mubarak
daantonke bich me se Noor ki kirne Phut ti
dikhai deti thi” [Mawahibul LaduniyahPg. 270
Vol.1 - Anwaarul Muhammadiya Pg.132 -
Zurqaani Shareef]
Ummul mumineen Hazrate Aisha Siddiqa
RadiAllahota’al a anha farmati hain “Main
Andheri raaton me bhi sui me dhaage puro leti
thi, Huzoor alaihisalaam ke Noor ki roshni se”
[Shara Shifa Hashia Naseemur Riyaz Pg.328
Vol.1]
Isliye Sayyedi Sarkar Alahazrat Farmatehain:
Teri Nasle Paak me hai Bacha Bacha Noor ka..
Tu hai Aine Noor Tera sab gharana Noor ka...!
Aqeeda 2. Rasoolallah (sallalahoalaih ­
iwasallam) Afzalul bashar hai, bemisl-o-
bemisa l hain.
Hadees Sharif:
Hazrat Abdullah ibn Umar(RadiAllaho ta’ala
anho) farmate hain ke Rasoolallah Sallalaho
alaihiwasallam ne farmaya: “Main tum me se
kisi ki tarah nahi hun.”
[Jaam’e Tirmizi Pg.97 Vol.1 - Sahih Bukhari
Pg.246 Vol.1]
Hazrate Ali (RadiAllaho ta’ala anho ) farmate
hain “Maine Huzoor (alaihisallaam) ke Jaisa
kisi ko na paaya. Na unke pehle na unke baad”
[Taareekh-e-Kab eer Pg.8 Vol.1 - Khasaais ul
Kubra Pg.181 Vol.1 - TirmiziShareef Pg.204
Vol.2]
Isi liye Sayyedi Sarkar Alahazrat farmate hai:
Yahi bole Sidra Waale chamane jahan ke
thaale
Sabhi maine chaan daale tere paye ka na
paaya
Tuje Yak na Yak banaya Tuje Yak na yak
banaya
Tujhe Humd he khuda ya tujhe humd he khuda
ya..
Aqeeda 3.Wasila Jaiz hai…Wasile ka munkir
Quran Sharif ka munkir hai AurQuran ka
munkir Beshak Khula Kafir hai!
Quran sharif :
“Ae Imaan walo Allah se Daro aur uski taraf
Wasila dhundo [Surah Maa’idah Verse.35]”
“Aur Agar Jab vo Apni Jano par zulm kare, To
Ae Mehboob tumhare Huzoor hazir hon aur
phirAllah se maafi chahein Aur Rasool unki
shafa’atfarmae to Zarur Allah ko bohot Tauba
kabul karne wala Meherbaan Paaein” [Surah
Nisa Verse.64]
Isiliye shahzada-e-Alah azrat Huzoor Mufti-e-
Azam-e- Hind(RadiAllaho ta’ala anho)
farmatehain:
Wasle Maula chahte ho, to wasila dhundlo..
Bewasila Najdiyon hargiz khuda milta nahi…!
Aqeeda 4. Hamare Nabi Hayatun nabi
hai..Zinda hai. Yahan tak ke Allah ta’ala ke
tamam nek bande Zinda hain.
Quran Sharif:
“Aur jo khuda ki raah me Maare jaye unhe
Murda na kaho balke wo zinda hain, han
tumhe khabar nahi”[Surah Baqara Verse.154]
Hadees sharif:
“Allah Ta’ala ne mitti par Haraam kar diya hai
ke wo Nabiyon ke Jismon ko khaye, Allah ke
Saare Nabi Zinda hai aur Rizq diye jate hain”
[Ibn Majah Pg.119 - Jaame Sagheer Pg.54
Vol.1- Mishkaat Shareef Pg.112 Vol.2]
Huzoor (alaihisalaam) ne farmaya: “Shabe
meraj ki raat maine Moosa (alaihissalaam) ko
unki Qabr me Lal rang ke Pathar ke paas
khade hokar Namaz Padte Dekha”
Tu Zinda hai vallah, Tu zinda hai Vallah… Meri
Chasme Alam se chup Jane Wale…!(Sarkar
Alahazrat)
Isi tarah se Tamam Sunni Aqaid-e-Ahle Sunnat
Quran o Hadees Sharif Se Saaf Zahir hai…
Wa Akhiruda’waana anil humdulillahi
rabilaalameen
MASLAKE ALAHAZRAT QURAN SHAREEF AUR
AHADEES SHARIF KI ROSHNI ME:
Alhumdulillah Sunniyat yani Maslak-e-Alahaz ­
rat hi wo mazhab e haq hai jo Apne har ek
Aqaid aur Amal ko Quran O Hadees Sharif ki
Roshni me Sabit Karta hua Nazar Aata hai.

Wednesday, 20 November 2013

Mera bhart mhan


इंटरनेट के मामले में अब तक फिसड्डी है भारत, गूगल के मुताबिक
‘इंटरनेट के मामले में भारत फिसड्डी है. लेकिन वहां की सरकार अगर अपने करोड़ों नागरिकों को तेज रफ्तार और बढ़िया क्वालिटी वाले इंटरनेट की सुविधा मुहैया कराए, तो गूगल जैसी अगली कंपनी कोई भारतीय उद्दमी ही बनाएगा.’ ये कहना है गूगल के संस्थापक और कार्यकारी चेयरमैन एरिक श्मिट का. इंटरनेशनल कंसलटेंसी फर्म मैकिंजी की एक किताब में श्मिट ने एक आर्टिकल लिखा है. उसी में ये खयाल जाहिर किए गए हैं.
श्मिट के मुताबिक इंटरनेट के मामले में भारत अभी उस जगह है, जहां अमेरिका 1994 में था. यानी गूगल के जन्म से भी चार साल पहले की हालत. उन्होंने कहा कि भारत को शहरों और कस्बों में इंटरनेट का प्रसार करना चाहिए जिसका उसकी अर्थव्यवस्था और समाज पर सकारात्मक असर होगा.

गूगल के पूर्व मुख्य कार्यकारी ने कहा कि उन्होंने सिलिकॉन वैली में अपने आसपास भारत के लोगों की रचनात्मक क्षमता देखी है.सिलिकॉन वैली में 40 प्रतिशत नयी कंपनियां भारतीय मूल के उद्यमियों की हैं. उन्होंने कहा कि अंदाजा लगाइए कि यदि भारत के उद्यमी नव-प्रवर्तक अपने शुरुआती दौर में, अपने ही देश में संस्थागत सहयोग पाकर बड़ी वैश्विक कंपनियां बनाने में कामयाब होते हैं तो क्या होगा. वे दुनिया बदल देंगे. इंटरनेट पर केंद्रित सैकड़ों कंपनियों की स्थापना होगी और ये भारतीय उपभोक्ताओं की रुचियों पर ध्यान केंद्रित कर सफल होंगी. उन्होंने लेख में यह सवाल पूछा कि क्या उनमें से कोई कंपनी अगली गूगल बन सकती हैं? फिर खुद ही जवाब दिया कि हां, बिल्कुल.श्मिट ने कहा ऐसे कुछ समय तक नहीं होगा. लेकिन यदि भारत की नीतियां सही होती हैं तो हम जल्द देखेंगे कि भारतीय इंजीनियर औ छोटे कारोबारी भारतीयों की समस्या का समाधान कर निर्यात में लग जाएंगे.उन्होंने लिखा कि गौरतलब है कि भारत की कुल आबादी 1.2 अरब है जिनमें से 60 करोड़ मोबाइल फोन धारक हैं लेकिन इंटरनेट कनेक्शन करीब 15 करोड़ के पास है.

Herat Angej Malumat

KAABA aisi Jagah hai JisKe upar se aaj tak Koi Parinda Nahi Guzra,
��������������������
Duniya Ki Kisi bhi Airline Ka Jahaz aaj tak uske upar
se Nahi Guzra,
��������������������
Qudrati Taur Par UsKi Direction aisi hai K Chand or
Suraj bhi uske upar khade nahi ho Sakte,
��������������������
Quran aur Science Ne Prove Kia K Puri Duniya Ka
Center wo Jagah Hai jaha Khana-e-Kaba Taamir Hai.
��������������������
SUBHANALLAH Agar Dil Ijazat De To Apne Dosto Ko Bhi is Khubsurat
Info Se Agah Kare ?
Pura padna.... Kabhi b Aap ko
aisi information nahi mili ho gi, k
kaun
se Nabi kahan pe dafan hain!
1: Adam(AlySalam) Sri Lanka
2: Nooh(Aly.Salam) Jordan
3: Hood(AlySalam) Yamen
4: Sauleh(AlySalam) Lebanon
5: Looth(AlySalam) Iraq
6: Ibrahim(AlySalaam) Israel
7: Isaq(AlySalaam) Palestin
8: Yaqub(AalySalam) Palestin
9: Yusuf(AlySalam) Palestin
10: Ayub(AlySalam) Amman
11: Shoaib(AlySalaam) Syria
12: Ismail (AlySallm) Or
13: Nabi-e-PAK (sallaho alywasllam) "Saudi Arabia"
mein_
aye Allah is sms ko aage bhejne wale
ki hr mushkilat dur kr De, Ameen!!
BEST SMS IN MY LIFE,
Zaroor parhna,
&,
forward karna,
AAP sallaho aly wasllamK piyare bete ki wafat
per AAP sallaho aly wssallam bohat ghamgeen
thay,
BIBI AYESHA RdilahoAnha ne AAP sallaho alywasllam se
arz kiya k ALLAH Pak ne hr Nabi ko ye
darja atta kiya hai k woh apni zindagi
me koi 1,dua mang sakte hain,jo
foran
qabool ki jayegi,
to AAP apne bete ki dobara zindagi ki
dua q nahi mang lete,
ALLAH Pak qabool karne wala hai,
AAP sallaho aly wsllam ne farmaya k woh dua
maine aakhrat me apni "UMMAT"
keliye
sanbhal rakhi hai,
"SUBHANALLAH"
Muje nahi lagta k is se acha sms ap k
mobile me hoga,
is liye,
Send to all Muslims..
Agr yeh dua agey fwd na kro to wapis
mujhey send ker dena
"Aey merey parwardigar"
apney Mehboob Salallahoalaihe
wasallam k sadqey main poori duniya
main jitne musalman beemar hain ya
preshan hain Tu unko apne karam se
maaf farma or un ki beemari or
preshaniyon ko door farma,,
Ameen.....
Aye"mere parwardigar"apne pyare
Mehboob  k
sadqe main jsne mujhe ye dua bheji
hai us k tamam gunahon ko maaf
farma or hr kaam mai kamiyabi ata
farma or us k naseeb khol
de.."Ameen"
apne liye zaroor dua krwaye najane ks
ki zuban se apki taqdeer sanwar jaye.
Puri kainat me nahi koi aisa:
Na koi Nabi Mohammed Jaisa,
Na koi Kalam Quran Jaisa,
Na koi Mazhab Islam Jaisa,
Na koi tohfa Namaz jaisa,
Na koi Saccha Abu Bakar Jaisa,
Na koi Aadil Umer Jaisa,
Na koi Sakhi Usman Gani Jaisa,
Na koi Bahadur Ali Jaisa,
Na koi shahid Imam Hussain Jaisa,
Na koi Imam Abu Hanifa Jaisa,
Na koi kalimmulla Musa jaisa,
Na koi sabrwala Ayyub jaisa,
Na koi khubsurat Yusuf jaisa,
Na koi aabid Yunus jaisa,
Na koi awaz Daud jaisa,
Na koi Wali Gouse-e-Azam Jaisa,
Na koi Jagha Madina Jaisa,
Na koi mahina ramzan jaisa,
Na koi din juma jaisa
Na koi sms is sms jaisa,
Forwad 2 all muslim...
Na Gora rang Husn ki Alamat hai, na Kala rang Badsurti ki Nishani, Kafan Safeid hokar bhi Khouf ki Alamat hai, Aur Kaaba Kaley Gilaf me bhi Ankhon ki THANDAK hai.
 .Har **Namaz**Ke Baad Pehla Kalma
Padho Aur
Yeh Dua Mango Ke YA ALLAH
Yeh Kalma Tere Paas Meri Amanat Hai
Aur
Marne Se 2 Minute Pehle Yeh Mujhe
Lauta Dena.
Be shaq
ALLAH Kabhi Amanat May Khayant Nahi
Karta
Aur
Ye Msg Bhi Apke Paas Ek Amanat Hai..
4ward karo taki marte waqt sabi ko
pehla kalma naseeb ho.
Pls is msg. par Ghour karna.
��������������������
1. Wazoo kar k soney waley ki rooh "BAITULLAH" ka tawaf karti hai..
��������������������
2. Farishtey sari raat nekiyan likhtey hain..
��������������������
3. Jab karwat Badalta hai tou Frishtey Bakhshish k liye Dua kartey rehtey hain..
������������������
������������������

Tuesday, 19 November 2013

Slaam

20 डिग्री में हमें ठंड लगनें लगती है..
... 16 डिग्री में हम गर्म कपड़े पहनते हैं.....
--- 12 डिग्री में हम मफलर आदी लगाते हैं....
---- 8 डिग्री में हम उसके बाद भी कांपनें लगते हैं.....
-----4/5 डिग्री में रजाई से बाहर नहीं निकलते..
---- 1/2 डिग्री में घरों में अलाव जलनें लगते हैं..
----- 0 डिग्री पर पानीं जम जाता है..
----- -1/2 डिग्री पर हमारी जबान लड़खड़ानें लगती है..
----- -5/8 डिग्री पर ...
---- -10/12 डिग्री पर...
---- -15/18 डिग्री पर सोचिये...
?-?-?-?-?-?-?-?-?-
----- -20 डिग्री पर सियाचीन में भारतीय सैनिक भारत की सीमाओं की रक्षा करते हैं.... पूरी मुस्तैदी के साथ 7-12 किलों की बंदूक और करीब 20 किलो की रसद अपनें कंधों पर उठाये... घुटनें तक बर्फ में ताकी हम अपनीं स्वतंत्रता का आनंद उठा सकें....................... ...!!!!!!!!
ताकि हम अपनें परिवारों के साथ क्रिकेट मैच का आनंद उठा सकें ......... .!!!!!!!!!
ताकि हमारे बच्चे शांती के साथ स्कूल जा सके....
ताकि हम खुशी खुशी अपने त्योहार मना सकें......
इस संदेश को पहुँचाऐं जन जन तक ।
भारतीय सेना को सौ सौ सलाम।।।।।।।
आप हैं तो हम हैं।।।।।।

sub se takatwar

'ALLAH TA'ALA' Ne Jab Dono Jahan Banaye
To Saare Farishte Ek Jagah Jamma The.
..........۞..............۞...............۞
Farishton Ne Pucha:
'YA ALLAH'
..........۞..............۞...............۞
Duniya Mein Sabse Zyada Taaqatwar Cheez
Kaunsi Hai.??
..........۞..............۞...............۞
'ALLAH' Ne Farmaya:
Tum Log Bataao.??
..........۞..............۞...............۞
Farishton Ne Kaha:
Shaayad Sabse Taaqatwar Cheez Patthar
Banaya Hoga..
..........۞..............۞...............۞
'ALLAH' Ne Farmaya:
Patthar Ko Mera Loha Phod Deta Hai..
..........۞..............۞...............۞
Farishton Ne Kaha:
Accha To Loha Hoga.??
..........۞..............۞...............۞
'ALLAH' Ne Farmaya:
Lohe Ko To Meri Aag Pighla Deti Hai..
..........۞..............۞...............۞
Farishton Ne Kaha.
Accha To Phir Aag Taaqatwar Hogi.??
..........۞..............۞...............۞
'ALLAH' Ne Kaha:
Aag Ko To Mera Paani Bujha Deta Hai..
..........۞..............۞...............۞
Farishton Ne Kaha:
'YA ALLAH'
..........۞..............۞...............۞
Phir Duniya Me Wo Kaunsi Aisi Chiz Hai Jo
Sabse Zyada Taaqatwar Hai.??
..........۞..............۞...............۞
'ALLAH' RABBUL IZZAT Ne Farmaya:
Ek Momin Banda Apni Halaal Kamaai Se
Garibon Ko Jo 'Sadqah' Karta Hai..
..........۞..............۞...............۞
Woh 'Sadqah' Duniya Mein Sabse Zyada
Taaqatwar Hai...!!!

mohammed ali roda

sabrie masjid basni

Mohammed ali badar wala

Akbar aazad

Shaadi Ke Baad Pehli Raat ==================== Shadi karna sunnat hai aur islam ka ek hissa hai. Isliye har insan ko shadi karna chahiye. Bagher kisi jaiz wajah ke agar koi shaadi nahi kar raha ya der se kar raha hai to ye islam ke khilaf hai. Jin logo ki shadi hone wali hoti hai, unme se bahut se logo ke dimaag mein kuch sawal hote hain ki islam ke hisab se shaadi ke baad ki pehli raat ko kya karna chahiye, ya iska sahi tarika kya hai. Hum yaha pehli raat ki kuch baat karege, lekin ye baat sirf islam sikhne ki niyat se padhiye, dil mein kuch gandagi na rakhiyeaur na koi galat comment karna. Hamara maksad sirf un logo ko islam ka tarika batana hai jinko is baare mein maalumaat kam hai. Shaadi ke baad jab ladka room mein jaaye to sabse pahle salam kare, kheriyat maalum kare aur thodi baat karne ke baad ladki ki peshani (forehead) ke baal sidhe haath ahista se pakadiye aur ye dua padhe. Hadees dekhiye, Hazrat Muhammad (sallallaho alayhi wasallam) ne irshad farmaya : jab koi shaks nikah kare aur pehli raat (suhag raat) ko apni dulhan ke paas jaye to narmi ke sath uski peshani ke thode se baal apne sidhe hath me le kar yah duwa padhe :'Allahumma in'ni as'a'luka min khai'riha wakhai'ri ma fiha wakhairi ma jabalta'ha alai wa a'udhu bika min shar'riha washar'ri ma fiha wa sharri ma jabalta'ha alai' (tarjuma : ae Allah me tujse iski (apni biwi ki) bhalai aur khairo barkat mangta hu aur uski fitari aadato ki bhalai aur teri panah chahta hu iski burai aur fitari aadato ki burai se. (Abu Dawood : jild-2,page-150, Hasne Hasin : page-164) (Bukhari shareef, Jild 3, Safa 473) Peshani ke baal pakad kar dua karne se pahle apni biwi ko ye bata sakte hain ki ye hamare aaqa Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwsallam) ka hukm hai, warna jis ladki ko nahi maalum ho wo kuch galat na sochne lage. Iske baad agar wuzu na ho to wuzu kar lijiye aur 2 rakat namaz padhiye, Ye namaz koi sunnat/farz/wajib nahi hai. Ye Allah ka shukr ada karne ke liye nafal namaz hai, Isliye padhna zaruri nahi lekin Allah ka shukr karne ki niyat se padhna chaho to padh lo. Namaz is tarah padhiye ki ladka aage ho aur ladki uske piche khade ho jaaye. namaz ke baad Shaadi saath kheriyat se hone ke liye Allah ka shukr ada kijiye aur ye dua kariye ki Allah is shaadi ko kaamyab banaye, aage bhi hansi-khushi rakhe, bacche nek de, aur is tarah bhi duwa kar sakte hain "ae ALLAH tera shukra aur ehsan hai ki tune hume ye din dikhaya aur hume is khushi wa ne'amat se nawaza aur hume apne Habib sallallaho alayhi wasallam ki sunnat par amal karne ki taufiq ata farmayi. aye Allah humari is khushi ko humesha isi tarah kayam rakh. hume mel-milap pyar muhabbat ke sath zindagi gujarne ki taufiq ata farma. ae Rabbe Qadir hume nek farmabardar aulad ata farma. AAMIN, aur iske alawa jo bhi aap shaadi ki kaamyabi ke liye dua karna chahe kar sakte hain. Dua ke pahle aur aakhir mein darud sharif padh lijiye. Namaz ke baad kisi bhi kaam mein jald-baazi na karen, balki ladki se is tarah baat kariye ki uski thodi jhijhak door ho jaaye. Thoda apne baare mein baat kariye thoda uski suniye. Jab ladki ki thodi jhijhak door ho jaaye to aur aap saath mein sone ka irada karen to usse pahle ye dua padh lijiye. "Bismillah, Allahumma jannib nash Shaitana,

Shaadi Ke Baad Pehli Raat
====================
Shadi karna sunnat hai aur islam ka ek hissa hai. Isliye har insan ko shadi karna chahiye. Bagher kisi jaiz wajah ke agar koi shaadi nahi kar raha ya der se kar raha hai to ye islam ke khilaf hai.

Jin logo ki shadi hone wali hoti hai, unme se bahut se logo ke dimaag mein kuch sawal hote hain ki islam ke hisab se shaadi ke baad ki pehli raat ko kya karna chahiye, ya iska sahi tarika kya hai.

Hum yaha pehli raat ki kuch baat karege, lekin ye baat sirf islam sikhne ki niyat se padhiye, dil mein kuch gandagi na rakhiyeaur na koi galat comment karna. Hamara maksad sirf un logo ko islam ka tarika batana hai jinko is baare mein maalumaat kam hai.

Shaadi ke baad jab ladka room mein jaaye to sabse pahle salam kare, kheriyat maalum kare aur thodi baat karne ke baad ladki ki peshani (forehead) ke baal sidhe haath ahista se pakadiye aur ye dua padhe. Hadees dekhiye, Hazrat Muhammad (sallallaho alayhi wasallam) ne irshad farmaya : jab koi shaks nikah kare aur pehli raat (suhag raat) ko apni dulhan ke paas jaye to narmi ke sath uski peshani ke thode se baal apne sidhe hath me le kar yah duwa padhe :'Allahumma in'ni as'a'luka min khai'riha wakhai'ri ma fiha wakhairi ma jabalta'ha alai wa a'udhu bika min shar'riha washar'ri ma fiha wa sharri ma jabalta'ha alai'
(tarjuma : ae Allah me tujse iski (apni biwi ki) bhalai aur khairo barkat mangta hu aur uski fitari aadato ki bhalai aur teri panah chahta hu iski burai aur fitari aadato ki burai se.
(Abu Dawood : jild-2,page-150, Hasne Hasin : page-164)
(Bukhari shareef, Jild 3, Safa 473)

Peshani ke baal pakad kar dua karne se pahle apni biwi ko ye bata sakte hain ki ye hamare aaqa Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwsallam) ka hukm hai, warna jis ladki ko nahi maalum ho wo kuch galat na sochne lage.

Iske baad agar wuzu na ho to wuzu kar lijiye aur 2 rakat namaz padhiye, Ye namaz koi sunnat/farz/wajib nahi hai. Ye Allah ka shukr ada karne ke liye nafal namaz hai, Isliye padhna zaruri nahi lekin Allah ka shukr karne ki niyat se padhna chaho to padh lo. Namaz is tarah padhiye ki ladka aage ho aur ladki uske piche khade ho jaaye. namaz ke baad Shaadi saath kheriyat se hone ke liye Allah ka shukr ada kijiye aur ye dua kariye ki Allah is shaadi ko kaamyab banaye, aage bhi hansi-khushi rakhe, bacche nek de, aur is tarah bhi duwa kar sakte hain "ae ALLAH tera shukra aur ehsan hai ki tune hume ye din dikhaya aur hume is khushi wa ne'amat se nawaza aur hume apne Habib sallallaho alayhi wasallam ki sunnat par amal karne ki taufiq ata farmayi. aye Allah humari is khushi ko humesha isi tarah kayam rakh. hume mel-milap pyar muhabbat ke sath zindagi gujarne ki taufiq ata farma. ae Rabbe Qadir hume nek farmabardar aulad ata farma. AAMIN, aur iske alawa jo bhi aap shaadi ki kaamyabi ke liye dua karna chahe kar sakte hain. Dua ke pahle aur aakhir mein darud sharif padh lijiye.

Namaz ke baad kisi bhi kaam mein jald-baazi na karen, balki ladki se is tarah baat kariye ki uski thodi jhijhak door ho jaaye. Thoda apne baare mein baat kariye thoda uski suniye. Jab ladki ki thodi jhijhak door ho jaaye to aur aap saath mein sone ka irada karen to usse pahle ye dua padh lijiye.
"Bismillah, Allahumma jannib nash Shaitana, wa Janni bish-Shaitana ma razaq tana (Tarjuma: "ALLAH ke naam se. Ae ALLAH door kar hamse shaitan mardud ko aur door kar shaitan mardud ko us Aulad se jo tu hame ata karega")
"Jo shaks is dua ko Sohbat ke waqt padhega (Dua wahi jo upar likhi hai) to ALLAH us padhne wale ko agar Aulad ata farmaye to us Aulad ko Shaitan kabhi bhi nuksan na pahuncha sakega"
(Bukhari shareef Jild 3,Safa 85, Tirmizi shareef,Jild 1,Safa 557)
Note : Ye yaad rakhiye ki jo peshani ke baal pakad kar dua karna hai wo sirf pehli raat mein hi padhna hai aur ek hi baar padhna hai, lekin ye waali dua ("Bismillah, Allahumma jannib nash Shaitana, wa Janni bish-Shaitana ma razaq tana) aapko hamesha padhna, jab bhi biwi ke saath sone ka irada ho usse pahle is dua ko padhna zaruri hai, chhoti si dua hai, 4-5 baar padhne se yaad ho jaayegi, agar is dua ko padhe bagher aap biwi ke saath so

sms

कभी पहली बार स्कूल जानेमे डर लगता था…आज अकेले
ही दुनिया घूम लेते हे ।।
पहले 1st नंबर लानेके लिए पढ़ते थे, आज कमाने के लिए पढ़ते
हें !!
गरीब दूर तक चलता हे… खाना खाने के लिए…
अमीर दूर तक चलता हे … खाना पचाने के लिए …
कीसी के पास खाने के लिये एक वक्त की रोटी नहीं हे …..
कीसी के पास रोटी खाने के लिए वक़्त ही नहीं हे …
कोई लाचार हे इस लिए बीमार हे, कोई बीमार हे इस लिये लाचार
हे
कोई अपनों के लिए रोटी छोड देता हे, कोई रोटी के लिए
अपनों को छोड़ देता हे
ये दुनीया भी कितनी निराली हे .. कभी वक़्त मीले तो सोचना…
कभी छोटी सी चोट लगनेपे रोते थे, आज दिल टूट जाने पर
भी संभल जाते हें!
पहेले हम दोस्तों के सहारे रहते थे, आज दोस्तों की यादो मे रहते
है!
पहले लड़ना मारना रोज़ का काम था, आज एक बार लड़ते हें
तो रिश्ते खो जाते हे!
सच में जिन्दगीने बहुत कुछ सिखादिया, जाने कब हम
को इतना बड़ा बना दिया..
.